Urdu Potery Tarana Anthum of all soldier by Faiz ahmad faiz

                                Tarana

Darbar e Watan main jab aik din sab jane wale jain ge,
Kuch apni saza ko ponchen ge Kuch apne jaza le jain ge.


Ae khak nashino uth baitho wo waqt kareb aa poncha hai,
Jab takhat grai jain ge Jab taaj uchhale jain ge.

Aib toot gireen gi zanjireen ab zandanun ki khair nahin,

Jo darya jhum ke uthen hain tinkun se na tale jain ge.


Katte bhi chalo barhte bhi chalo Bazo bhi boht hain Sar bhi boht,
Chalte bhi chalo ke ab dere manzil hi pe dale jain ge.

Ae zulm ke matu lab kholo chup rahne walo chup kab tak,

Kuchh hasher to inn se uthe ga kuchh door to nale jain ge

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Sad Shayari Naye Kapde Badal Ker Jaun Kahan Lyrics | Nasir Kazmi

Main khayal hun kisi aur ka |Shayari | Urdu Poetry

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aese Toh Na Thi Lyrics Shayari By Bahadur Shah Zafer